Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHasrat Jaipuri
HomeHasrat Jaipuri
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


nigahon mein tum ho nigahon mein tum ho khayalon mein tum ho nigahon mein tum ho khayalon mein tum ho jidhar dekhti hoon nazar aa rahe ho mere dil ki dhadkan yeh batla rahi hai khushi ki baharon ko tum la rahe ho nigahon mein tum ho jahan tum gaye ho akele nahin ho jahan tum gaye ho akele nahin ho tumhare hi sang mera dil bhi gaya hai mere dard e dil ki tumhi toh dawa ho meri hasraton par tumhi chhaa rahe ho nigahon mein tum ho kuchh aisi ada se teri yaad aayi kuchh aisi ada se teri yaad aayi kadam dagmagaye nazar muskurayi hawa gun gunaye to maine ye samjha bade pyaar se tum chale aa rahe ho nigahon mein tum ho khayalon mein tum ho jidhar dekhti hoon nazar aa rahe ho nigahon mein tum ho
ho ek baar aata hai din aisa roz nahin ho ek baar aata hai din aisa roz nahin ho ek baar aata hai din aisa roz nahin ke mujhko sambhalo koi mujhko hosh nahin ke mujhko sambhalo koi mujhko hosh nahin ho ek baar aati hai rut aisi roz nahin ho ek baar aati hai rut aisi roz nahin ho ek baar aati hai rut aisi roz nahin wo dil koi dil nahin hai jismein josh nahin wo dil koi dil nahin hai jismein josh nahin oooooo hoye ye teri nain rekha rekha mein mujhko dekha ye teri nain rekha rekha mein mujhko dekha na puchh dil ki haalat hai daur ye khushi ka na puchh dil ki haalat hai daur ye khushi ka oh jhoom jhoom gaata hai din aisa roz nahin oh jhoom jhoom gaata hai din aisa roz nahin oh jhoom jhoom gaata hai din aisa roz nahin ke mujhko sambhalo koi ho ooo oooo ho ho dil mera dole ye khaye hichkole ho dil mera dole ye khaye hichkole main haaye haaye karun ye bhed saara khole main haaye haaye karun ye bhed saara khole o naina baan chalati hai rut aisi roz nahin o naina baan
o husn o wafa ke deewano o hansne walo mastano jis dil ko kisi ne loot liya tum uski haqeeqat kya jaano main lute huye pyaar ki kahani sunane aaya hoon main lute huye pyaar ki kahani sunane aaya hoon koi dekh sake to zakhm e dil koi dekh sake to zakhm e dil dikhane aaya hoon main lute huye pyaar ki kahani sunane aaya hoon main ruthe huye yaar ko manane manane aayi hoon main ruthe huye yaar ko manane manane aayi hoon sar apna wafa ke kadmon mein sar apna wafa ke kadmon mein jhukaane aayi hoon main ruthe huye yaar ko manane manane aayi hoon ehsaas ka jinmein naam nahin wo pyaar ki baaten karte hain marham ke bahaane zakhmon mein din raat namak hi bharte hain tumhen aise hi ek kaatil se tumhen aise hi ek kaatil se milaane aaya hoon main lute huye pyaar ki kahani sunane aaya hoon jo dil mein guman hai door karo ab teer na maaro baaton ke kachche hi sahi sachche hain magar ye dhaage pyaar ke naaton ke badi door rahi ab door kahin badi door rahi ab door kahin na jaane
ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya pyaar hua jab se chehra khila tab se pyaar hua jab se yaa yaa marhabaa ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya hooooo oooo ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya saanson mein hai hulchul hum to huye paagal saanson mein hai hulchul kya kya kar diya ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya hooooo oooo ooooo jaadugar pyaar ke ye bataaa dil mera kyun teraaa ho gaya tu hai mera jeevan kehti hai ye dhadkan tu hai mera jeevan naaaa naa naa sataaa ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya hooooo oooo ooooo jaadugar pyaar ke ye bataaa dil mera kyun teraaa ho gaya
tumhe kasam hai mere dil ko yun na tadpaao ye iltejaa hai ke mud mud ke dekhte jaao o jaanewale mud ke zara dekhte jaana zara dekhte jaana o jaanewale mud ke zara dekhte jaana zara dekhte jaana dil tod ke toh chal diye mujhko na bhulana zara dekhte jaana fariyaad kar rahi hain khaamosh nigaahein khamosh nigaahein fariyaad kar rahi hain khaamosh nigaahein khamosh nigaahein aansoo ki tarah aankh se mujhko na girana zara dekhte jaana o jaanewale mud ke zara dekhte jaana zara dekhte jaana
o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao o gunchhe gulaab ke na batiyaan banaao pehle kisi ko dil mein bithaao o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao o gunchhe gulaab ke na batiyaan banaao pehle kisi ko dil mein bithaao ankhiyaan gulaabi rangi shabaab humko pilaaye pyaar ki sharaab padh lo humare dil ki kitaab iss mein likha hai pyaar ka jawaab ho bhari bahar mein shor na machaao pyaar ka usool hai ghar mein bulaao o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao kar lo kabhi to hans ke do baat kaate kate na birhaa ki ye raat aaoge jis din le ke baraat de denge haathon mein ye haath ho kisi ke pyaar ko pyaar se sajaao jeevan bhar ka saath nibhaao o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao o gunchhe gulaab ke na batiyaan banaao pehle kisi ko dil mein bithaao o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao
o kanhaiya o kanhaiya aaj aana khwaab mein apni raadha ko gale se tu lagaana khwaab mein apni raadha ko gale se tu lagaana khwaab mein nain humaare tera mandir aur ye dil aarti le gayi hai dil humaara teri surat saanvari keh rahi hai gunguna kar man ki koyal baanvari apni raadha ko gale se tu lagaana khwaab mein jab suhaani shaam aaye yaad aaye shyaam ki jap rahi hoon prem maala main tumhaare naam ki tum nahin to meri vyakul zindagi kis kaam ki apni raadha ko gale se tu lagaana khwaab mein aaj palkon ke jharokhe mein bula lungi tujhe dil ke sinhaasan pe mohan main bitha lungi tujhe donon aankhen meech lungi aur chhupaa lungi tujhe apni raadha ko gale se tu lagaana khwaab mein
o mehboobaa o mehboobaa tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood wo kaun si mehfil hai jahaan tu nahin maujood wo kaun si mehfil hai jahaan tu nahin maujood o mehboobaa o mehboobaa tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood kis baat pe naaraaz ho kis baat ka hai ghum kis soch mein doobi ho tum ho jaayegaa sangam kis baat pe naaraaz ho kis baat ka hai ghum kis soch mein doobi ho tum ho jaayegaa sangam o mehboobaa o mehboobaa tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood guzroon main idhar se kabhi guzroon main udhar se miltaa hai har ik raastaa jaa kar tere ghar se guzroon main idhar se kabhi guzroon main udhar se miltaa hai har ik raastaa jaa kar tere ghar se o mehboobaa o mehboobaa tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood tere dil ke paas hi hai meri manzil e maqsood baahon ke tujhe haar main pehnaaungaa ik din sab
o mere pyaar aa jaa ban ke bahaar aa jaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmm paaun naa chain haaye o mere pyaar aa jaa ban ke bahaar aa jaa dil mein hai teer tera paaun naa chain haaye o mere pyaar aa jaa ban ke bahaar aa jaa dil mein hai teer tera paaun naa chain haaye mausam aaye jaaye laage pheeke pheeke laage tu jo nahin kuchh bhi nahin chhaya hai andhera mausam aaye jaaye laage pheeke pheeke laage tu jo nahin kuchh bhi nahin chhaya hai andhera o mere pyaar aa jaa ban ke bahaar aa jaa dil mein hai teer tera paaun naa chain haaye o mere pyaar aa jaa dil mein ye kaisi uljhan naa jaanun naa jaanun mere sanam teri kasam ye kya ho gaya haaal dil mein ye kaisi uljhan naa jaanun naa jaanun mere sanam teri kasam ye kya ho gaya haaal o mere pyaar aa jaa ban ke bahaar aa jaa dil mein hai teer tera paaun naa chain haaye o mere pyaar aa jaa
o mere shaahekhoobaan o meri jaanejanaana tum mere paas hote ho koi doosra nahi hota tum mere paas hote ho koi doosra nahi hota o mere shaahekhoobaan o meri jaanejanaana tum mere paas hote ho koi doosra nahi hota kab khayaalon ki dhoop dhalti hai har kadam pe shama si jalti hai mera saaya jidhar bhi jaata hai teri tasveer saath chalti hai o mere shaahekhoobaan o meri jaanejanaana tum mere paas hote ho koi doosra nahi hota tum mere paas hote ho koi doosra nahi hota tum ho sehara mein tum gulistaan mein tum ho zarron mein tum bayaanbaan mein main ne tum ko kahaan kahaan dekha chhup ke rahate ho tum rag e jaan mein o mere shaahekhoobaan o meri jaanejanaana tum mere paas hote ho koi doosra nahi hota tum mere paas hote ho koi doosra nahi hota meri aankhon ki justaju tum ho iltaja tum ho aarzu tum ho main kisi aur ko to kya jaanu meri ulfat ki aabaru tum ho o mere shaahekhoobaan o meri jaanejanaana tum mere paas hote ho koi doosra nahi hota tum mere paas hote ho koi
o mere shah e khuban o meri jaane janana tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota o mere shah e khuban o meri jaane janana tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota tum ho sehera mein tum gulistaan mein tum ho zarron mein tum biyaban mein maine tum ko kahan kahan dekha chhup ke rehete ho tum rag e jaan mein o mere shah e khuban o meri jaane janana tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota meri aankhon ki justajoo tum ho iltaja tum ho aarzoo tum ho main kisi aur ko to kya janoon meri ulfat ki aabroo tum ho o mere shah e khuban o meri jaane janana tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota tum mere paas hote ho koi doosra nahin hota
o meri meri la la la ra rara lu lu lu lu lu lara lu o meri lara lu main tera papplu o meri lara lu main tera papplu jee chahe choom loon tu mera papplu main teri lara lun hey tu mera papplu main teri lara lun baahon mein jhoom loon dil daulat aur duniya meri teri ada hai aye haye aye haye aye haye teri ye nazar meri aankhon ka nasha hai wayi wayi wayi wayi wayi wayi tujhse hai badhkar yahan aur kya o meri lara lu main tera papplu o meri lara lu main tera papplu jee chahe choom loon aisa fanda daala toone baanke shikari hehe hehe hehe kaanta mere dil mein toota main dil ko haari yoyo yoyo yoyo naachungi main chahe jaise nacha tu mera papplu main teri lara lun tu mera papplu main teri lara lun baahon mein jhoom loon kaisi chale duniya mein ulti hawa jee yoyo yoyo yoyo kaisa ye zamaana aaya dekha na suna ji yi yi yiyi yiyi ladke pe ladki huyi re fida tu mera papplu main teri lara lun tu mera papplu main teri lara lun baahon mein jhoom loon o meri lara lu main tera
ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat naa jaane jee ki baat hoo naa maane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat naa jaane jee ki baat hoo naa maane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat jhukti rahi jaise champa ki daali jhukti rahi jaise champa ki daali phir bhi na samjha bagiyaa ka maali phir bhi na samjha bagiyaa ka maali rogi bana di ye chhoti si jaan tauba tabuba buri hai ye mardon ki zaat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat naa jaane jee ki baat hoo naa maane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat humne baandha preet kaa dhaaga humne baandha preet kaa dhaaga lekin dil kaa bhaag naa jaaga lekin dil kaa bhaag naa jaaga ulfat ka ab tak mila naa jawaab humne samjha tha aayega le kar baarat ho mora naadan baalma naa jaane jee ki baat ho mora naadan baalma naa jaane jee
o piyaa jaana na o piyaa jaana na o piyaa jaana na o piyaa jaana na meri raaton ki neenden udaana na o piyaa jaana na hum se tu ho ke khafa chhod ke hum ko na jaa hum se tu ho ke khafa chhod ke ham ko na jaa kya huyi hamse khata humko itna to bataa humko tadpana na o piyaa jaana na humko tadpaana na o piyaa jaana na meri raaton ki neenden udaana na o piyaa jaana na ruk to jaa mere sanam tujh ko ulfat ki qasam ruk to jaa mere sanam tujh ko ulfat ki qasam dil ka daaman na chhuda haay mar jaayenge hum humko tarsaana na o piyaa jaana na humko tarsaana na o piyaa jaana na meri raaton ki neenden udaana na o piyaa jaana na pyaar ka saaz ho tum dil ki aawaaz ho tum pyaar ka saaz ho tum dil ki aawaaz ho tum husn ka naaz ho tum ishq ka raaz ho tum hum ko thukrana na o piyaa jaana na hum ko thukrana na o piyaa jaana na meri raaton ki neenden udaana na o piyaa jaana na
o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan ek dard uthe hai reh reh ke jigar mein rehta hai wo zaalim har waqt nazar mein yaad uski jo aaye raaton ko jagaaye uljhen meri saansen diwaana banaaye o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan meethi si kasak hai nas nas mein chamak hai jaagi hain ummangein aur dil mein dhadak hai bas ek nazar se kya cheez pilaayi mujhko to sharaabi kehti hai khudaayi o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan is pyaar ne meri kismat hi badal di ikraar ne meri haalat hi badal di jab tak na huya tha veeraan the nazaare jis din se huya hai din hain bade
zindagi bebas huyi hai bekasi kaa saath hai ek hum hain iss kafas mein yaa khuda ki zaat hai oooo aasmaan waaleee shikwaa hai zindagi kaa oooo aasmaan waaleee shikwaa hai zindagi kaa sun daastaan ghum ki afsaana bebasi kaa tu dekhta rahe aur duniyaan humen sazaa de kya jurm hai muhabbat itna zara bata de tu dekhta rahe aur duniyaan humen sazaa de kya jurm hai muhabbat itna zara bata de manzil pe kyun loota hai manzil pe kyun loota hai har caarwaan khushi kaa oooo aasmaan waaleee shikwaa hai zindagi kaa sun daastaan ghum ki afsaana bebasi kaa itni si iltija hai tujhse meri duwaa ki allah sharm rakhna duniyaan mein tu wafaa ki itni si iltija hai tujhse meri duwaa ki allah sharm rakhna duniyaan mein tu wafaa ki hota hai maut hi to hota hai maut hi to anjaam zindagi ka oooo aasmaan waaleee shikwaa hai zindagi kaa sun daastaan ghum ki afsaana bebasi kaa
paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein mere badan ki jwaala se lehron mein dekho kaisi laagi agan laagi agan paani mein paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein dekhooo thandi thandi aag ye sataaye aayeeeee aa ke koi aag ye bujhaaye dekhooo thandi thandi aag ye sataaye aayeeeee aa ke koi aag ye bujhaaye jali main jale dil jala jaaye haaye re paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein mere badan ki jwaala se lehron mein dekho kaisi laagi agan laagi agan paani mein paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein aayaa kal koi sapnon mein aaya aa keee aa ke mujhe us ne jagaaya aayaa kal koi sapnon mein aaya aa keee aa ke mujhe us ne jagaaya bola main tere liye aaya hoon haaye re paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein mere badan ki jwaala se lehron mein dekho kaisi laagi agan laagi agan paani mein paani mein jale paani mein
paas woh aane lage zara zara nazren churane lage zara zara dil pe woh chhane lage zara zara zara zara zara zara zara zara dhadkane churane lage zara zara paas woh aane lage zara zara paas woh aane lage zara zara humein woh chahne lage zara zara apna banane lage zara zara zara zara zara zara zara zara dil ko dhadkane lage zara zara paas woh aane lage zara zara paas woh aane lage zara zara hoo kehti hai yeh teri payal tune kiya mujhe ghayal ghayal shaam savere dil mein mere tune macha di halchal halchal teri meri prem kahani hai saagar ka gehra paani laakhon din aur laakhon raaten khatm na hongi apni batein neendein udane lage zara zara apna banane lage zara zara humein woh chahne lage zara zara zara zara zara zara zara zara dhadkane churane lage zara zara paas woh aane lage zara zara paas woh aane lage zara zara hoo aaja mujhko pagal kar de khushiyon se yeh daman bhar de hasrat hai yeh dil mein mere mehbooba se dulhan kar de maang mein teri taare bhar doon chaand ko
panchhi banun udti phirun mast gagan mein aaj main aazaad hoon duniyaa ke chaman mein panchhi banun udti phirun mast gagan mein aaj main aazaad hoon duniyaa ke chaman mein billo riiiiiiiiiiii billo riiiiiiiiiiii billo riiiiiiiiiiii billo riiiiiiiiiiii hoooo oooooo hoooo hoooo hoooo hooo hoooo oooooo hooooo ooooo oooo oooo hooooo mere jeevan mein chamka savera hoo mita dil se wo ghum ka andhera hooooo hare kheton mein gaye koi lehra hoo yahaan dil par kisi ka naa pehra rang bahaaron ne bhara mere jeevan mein rang bahaaron ne bhara mere jeevan mein aaj main aazaad hoon duniyaa ke chaman mein panchhi banun udti phirun mast gagan mein aaj main aazaad hoon duniyaa ke chaman mein aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa hoooo dil ye chaahe bahaaron se khelun hoo gori nadiyaa ke dhaaron se khelun hoooo chaand sooraj sitaaron se khelun hoo apni baahon mein aakaash le lun bhadti chalun gaati chalun apni lagan mein bhadti chalun gaati chalun apni lagan mein aaj main
aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa ho ho ho aaaa aaaa aaaaa oooooo ooooo ooooo pankh hote to udd aati re rasiyaa o jaalimaa tujhe dil kaa daag dikhlaati re oooooo ooooo ooooo pankh hote to udd aati re rasiyaa o jaalimaa tujhe dil kaa daag dikhlaati re aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa hooo hoooo hooo hoooooo hooo hoooo hooo hoooooo yaadon mein khoyi pahunchi gagan mein panchhi ban ke sachchi lagan mein yaadon mein khoyi pahunchi gagan mein panchhi ban ke sachchi lagan mein door se dekha mausam haseen thaaaaaaaaaa door se dekha mausam haseen thaa aane waale tu hi nahin tha rasiyaa o jaalimaa tujhe dil kaa daag dikhlaati re oooooo ooooo ooooo pankh hote to udd aati re rasiyaa o jaalimaa tujhe dil kaa daag dikhlaati re aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaa aaaa aaa kirne ban ke baanhen phailaayi aas ke baadal pe jaa ke lehraayi hoo kirne ban ke baanhen phailaayi aas ke baadal pe jaa ke lehraayi jhul chuki main
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Nigahon Mein Tum Ho Jadoo Nagri (1961) 03:21 37515
 
Poster of Jadoo Nagri (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ranjan, Vijaya Chaudhari
Duration : 03:21   Song Number : 37515   

O Ek Baar Aata Hai Suraj (1966) 05:11 35915
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Rajendra Kumar
Duration : 05:11   Song Number : 35915   

O Husn O Wafa Ke Deewano Ram Bharose (1977) 06:44 38248
 
Poster of Ram Bharose (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
Ravindra Jain
Duration : 06:44   Song Number : 38248   

O Jaadugar Pyaar Ke Ek Dil Sau Afsane (1963) 04:17 11821
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 04:17   Song Number : 11821   

O Jaanewale Mud Ke Zara Shree 420 (1955) 02:10 14256
 
Poster of Shree 420 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:10   Song Number : 14256   

O Kali Anar Ki Na Itna Chhoti Bahen (1959) 03:40 12988
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rahman, Shyama
Duration : 03:40   Song Number : 12988   

O Kanhaiya Aaj Aana Kanhaiya (1959) 06:16 38760
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 06:16   Song Number : 38760   

O Mehbooba Sangam (1964) 05:38 21052
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 05:38   Song Number : 21052   

O Mere Pyaar Aa Jaa Bhoot Bungla (1965) 03:13 12914
 
Poster of Bhoot Bungla (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 03:13   Song Number : 12914   

O Mere Shah E Khuban (Female) Love In Tokyo (1966) 04:47 32330
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:47   Song Number : 32330   

O Mere Shah E Khuban (Male) Love In Tokyo (1966) 04:08 13620
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:08   Song Number : 13620   

O Meri Lara Loo Dil Daulat Duniya (1972) 04:42 37807
 
Poster of Dil Daulat Duniya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Jagdeep, Helen
Duration : 04:42   Song Number : 37807   

O Mora Naadan Baalma Ujala (1959) 03:36 12020
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Raag- 
Pahadi
Duration : 03:36   Song Number : 12020   

O Piyaa Jaana Na Oomar Qaid (1961) 03:29 36754
 
Poster of Oomar Qaid (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Helen
On Screen Actors- 
Sulochana, Sudheer
Duration : 03:29   Song Number : 36754   

O Sakhiyan Sakhiyan Pyar Hi Pyar (1969) 05:14 19297
 
Poster of Pyar Hi Pyar (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 05:14   Song Number : 19297   

Oh Aasmaan Waale Anarkali (1953) 04:03 12676
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Duration : 04:03   Song Number : 12676   

Paani Mein Jale Munimji (1972) 03:58 32120
 
Poster of Munimji (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri, Neeraj
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Jay Shri Talpade, Anil Dhawan
Duration : 03:58   Song Number : 32120   

Paas Woh Aane Lage Main Khiladi Tu Anari (1994) 06:21 36099
 
Poster of Main Khiladi Tu Anari (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Rageshwari
Duration : 06:21   Song Number : 36099   

Panchhi Banun Udti Chori Chori (1956) 04:39 21084
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Bhupali
Duration : 04:39   Song Number : 21084   

Pankh Hote To Udd Aati Sehra (1963) 04:36 12486
 
Poster of Sehra (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ram Lal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Raag- 
Bhupali
Duration : 04:36   Song Number : 12486   
Karaoke Songs of Hasrat Jaipuri, Sad Songs of Hasrat Jaipuri, Love Songs of Hasrat Jaipuri, Dance Songs of Hasrat Jaipuri, Hip-hop songs of Hasrat Jaipuri, Best songs of Hasrat Jaipuri, Super hit songs of Hasrat Jaipuri, hit songs of Hasrat Jaipuri, duet songs of Hasrat Jaipuri, solo songs of Hasrat Jaipuri, old songs of Hasrat Jaipuri, famous songs of Hasrat Jaipuri, Hindi Karaoke Songs of Hasrat Jaipuri, Hindi Sad Songs of Hasrat Jaipuri, Hindi Love Songs of Hasrat Jaipuri, Hindi Dance Songs of Hasrat Jaipuri, Hindi Hip-hop songs of Hasrat Jaipuri, best Hindi songs of Hasrat Jaipuri, super hit Hindi songs of Hasrat Jaipuri, hit Hindi songs of Hasrat Jaipuri, duet Hindi songs of Hasrat Jaipuri, solo Hindi songs of Hasrat Jaipuri, old Hindi songs of Hasrat Jaipuri, famous Hindi songs of Hasrat Jaipuri, Sing Along Songs of Hasrat Jaipuri, Sing Along Sad Songs of Hasrat Jaipuri, Sing Along Love Songs of Hasrat Jaipuri, Sing Along Dance Songs of Hasrat Jaipuri, Sing Along Hip-hop songs of Hasrat Jaipuri, Sing Along Best songs of Hasrat Jaipuri, Sing Along Super hit songs of Hasrat Jaipuri, Sing Along hit songs of Hasrat Jaipuri, Sing Along duet songs of Hasrat Jaipuri, Sing Along solo songs of Hasrat Jaipuri, Sing Along old songs of Hasrat Jaipuri, Sing Along famous songs of Hasrat Jaipuri